UBL / about ATM

UBL Reviews & Complaints

By: Mudasir Ali

Contact information:
UBL
ATM ubl Tiba sultan pur vehari

AoA Dear officer,
Ubl tiba sultan pur tehsil Mailsi district Vehari ki ATM aksar beshtar Lock ya kharab rehti hy waja pochny pe kabi bi tasali baksh jawab ni diya jata olta aisy tasar diya jata hy jaisy y ubl ni koi zati koi adara hy jis ko jaisy bi chalya jae us ki marzi hy koi pochny wala ya wali Waris na ho jis SE logo main ubl ki rapo boht khrab or nakara bank main shumar hony laga hy kindly ap in k bank mangar samet zimadaran ke khailaf sakhat karwai karin ta k ubl bank ki sakh mutasir na ho or log AP me bank or ATM SE ziada se ziada istafada otha pain.Thanks
Regard
Mudasir Ali

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

© 2023 Pakistan Complaints Forum
Contact Us