Wasa / Water issue

Wasa Reviews & Complaints

By: M.Asad

Contact information:
Wasa

Walton road workshop stap bajwa chowk alnoor town sir rat ko 2 kabi 3 to kabi bil kul hi pani ni ata nenndain haram ho gae hain aghar ap suno skon se naha dho k kam py jaty ho harwaqt pani kI frahmi ha ap ko to ap ko humari takleef ka andaza b nahi hoga plz 03044043942 1 teubweel zarori hai munasib jagah b hai lakin govt ko khud kharidna pary gi q k jin ki hai wo dy ga ni mairy hoti to dy dyta or humain RA bazaar wala wasa office lagta hai

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

© 2023 Pakistan Complaints Forum
Contact Us