Easypaisa Reviews & Complaints
By: Muhammad Imran Hassan
Contact information:
Easypaisa
Alaikum sir main 1 retailer hoon maine 31 july ko atm se apne easypaisa retailer atm card se soneri bank atm se 20hazar nikalwana chaha jab ke mere retailer easupaisa account se 20hazar cutt gaye magar mujhe atm se paiae receive nai howe mujhe 2 maah hone wale hain abhi tak na bank wale or na he compNy wale mere sath kisi kisam ka tuawun nai kar rahe meri help ki jaye 03407320219 yeh mera easypaisa retailer no hai main bohat pareshan hoon meri madad ki jaye Muhammad Imran 03049078759